Husn-e-Gohar
Chand mein dekha hai
Chand mein dekha hai jalwa tumhara, Jalwon ki esi ada, Saaray jahan ko dewana kiya hai Saaray jahan se juda Kehta hai ho ke dil ye dewana Aa mere Gohar piya Palkon se phoolon ko chun kar Tere rastay sajatay hain hum Dharkanon ko bichha kar Gohar, Tum ko bulatay hain hum Peish hai rouh ka nazrana, Aa mere Gohar piya Chand mein dekha hai jalwa tumhara, Jalwon ki esi ada, Saaray jahan ko dewana kiya hai Saaray jahan se juda Kehta hai ho ke dil ye dewana Aa mere Gohar piya Gohar-prasti aqeeda mera, yehi mera deen hai Kab se tera muntazir YaGohar, ye tera Yaseen hai Tera kalima parhay ye dewana, Aa mere Gohar piya Chand mein dekha hai jalwa tumhara, Jalwon ki esi ada, Saaray jahan ko dewana kiya hai Saaray jahan se juda Kehta hai ho ke dil ye dewana Aa mere Gohar piya